Sunday 30 October 2011

English --> Hindi




I Mein
He Woh / Usne
She Woh
You Tum / Aap (respect)
It Yeh
A Ek
Come Aao / Aaiye (respect)
Came Aaya ( he) / Aayee (she) / Aaye (plural)
Will come Aayega (he) / Aayegi (she) / Aayenge ( plural)
Open Kholo / Kholiye (respect) / Kholna
Opened Khola
Will open
Kholega (he) / Kholegi (she) / Kholenge
(plural)
Sit Baitho / Baithiye (respect) / Baithna ( to sit)
Walk Chalo / Chaliye ( respect) / Chalna (to walk)
Eat Khao / Khaiye (respect)/ Khana (to eat)
Drink Piyo / Peejiye (respect) / Peena (to drink)
Win Jeetna(to win)
Go Jaao / Jaaiye (respect) / Jaana (to go)
Run Daudna
I go Mein jaata hoon
He goes Woh jaata hai
He eats an apple Woh sev khaata hai
He is eating an apple Woh sev khaa raha hai
He ate an apple Usne sev khaya
I saw the film last week Meine pichhle saftah film dekhi
She came by bus yesterday Woh kal bus se aayee
They went to the temple Ve mandir gaye
He slept the whole night Woh raat bhar soya
He wrote well in the examination Usne exam achcha likha
He has eaten Usne khaa liya
He had eaten Usne khaa liya tha
He had gone Woh chala gaya tha
He had come Woh aaya tha
He will eat Woh khaayega
He will go Woh jaayega
He will come Woh aayega
What is your name? Tumhara /Aapka naam kya hai ?
What Kya
Is Hai / Hein (respect)
Your Tumhara / Aapka (respect)
Name Naam
What did you do? Tumne / Aapne (respect) kya kiya ?
What should I do? Mein kya karoon ?
What can I do? Mein kya kar sakta hoon ?
What are the questions? Kya sawal hein ?
What were the questions? Kya sawal the ?
What is the last question? Aakhiri sawal kya hai ?
What is written in the letter? Khat mein kya likha hai ?
What you had been told? Tumhein kya kaha gaya tha ?
What will be the answer? Jawab kya hoga ?
Why did you come? Tum / Aap kyon aaye ?
Why did you sleep? Tum / Aap kyon soye ?
Why did you tell him to go? Tumne use jaane ko kyon kaha ?
Why did he bring the bag? Woh bag kyon laya ?
Why did she pay the money? Usne paisa kyon diya ?
Why did they sit there? Ve wahan kyon baithe the ?
Why do you drive the car? Tum / aap car kyon chalate ho ?
Why did they come late for the meeting? Ve meeting ke liye deri se kyon aaye ?
How did you come? Tum / aap kaise aaye ?
How did you sleep? Tum kaise soye ?
How did you drive the car ? Tumne car kaise chalayee ?
How did you write? Tumne kaise likha ?
How many apples are there in my hand? Mere haath mein kitne sev hein ?
How many did you take? Tumne kitne liye ?
How much did he pay you? Usne tumhen kitna paisa diya ?
How much distance to go? Aur kitni door jana hai ?
How was the journey yesterday? Kal ki yatra kaisi thi ?
Which way did you come? Tum / Aap kis raaste se aaye ?
Which is your favourite colour? Tumhara /Aapka pasandida rang kaun sa hai?
In which room did you sleep? Tum / Aap kaunse kamre mein soye ?
Which story did you tell? Tumne kaunsi kahani batayee ?
Which is the sweetest fruit? Sabse meetha fal kaunsa hai ?
Which is the best newspaper in Hindi?
Hindi mein sabse achcha newspaper kaunsa hai
?
Which Indian state has the
largest population?
Kis bharatiya rajya ki jansankhya sabse jyada
hai ?
Where are you coming from? Aap / tum kahan se aa rahe ho ?
Where did you sleep? Tum kahan soye ?
Where is the manager’s cabin? Manager ka cabin kahan hai ?
Where should I go? Mujhe kahan jaana chahiye ?
Is it a book? Kya yeh kitab hai ?
Yes, it is a book Haan, yeh kitab hai
Is it the answer? Kya yeh jawab hai?
Yes, it is the answer Haan yehi jawab hai.
Will you come with me? Kya tum mere saath aaoge ?
I shall come with you. Mein tumhare saath aaunga.
Will you give me your pen? Kya tum mujhe apna pen doge ?
Yes, of course. Haan, zaroor
Do you love me ? Kya tum mujhe pyar karte ho ?
Yes, I love you.
Haan mein tumhein pyaar karta (m) / karti(f)
hoon
Can you give me your pen? Kya tum mujhe apna pen de sakte ho?
Can you lift the box? Kya tum box utha sakte ho ?
Can you write the exam? Kya tum pariksha likh sakte ho ?
Did you have your lunch? Kya tumne dopehar ka khana khaya ?
How are you? Tum kaise ho / Aap kaise hain ?
I am fine Main achha hoon